Thursday, January 3, 2013

Rantings of a Wall-Street Discard




I imagined myself as a disgruntled rookie trader, a twenty-something wannabe Wall Street biggie, who gets disillusioned by the fraud and the schematics of Wall Street and the foul practices therein. And I decide to call it quits - in true Guru Dutt style. Here are my (imaginary) lyrics. Juxtapose it with Rafi's voice, and see the effect!!

=====================================

Yeh Wall Street,Yeh CDR,Yeh Ghotale Ki Duniya,
Yeh Investor Key Dushman, Samaajon Ki Duniya,
Yeh Doulat Key Bhookhey, Insider Ki Duniya,
Yeh Duniya Agar Mil Bhi Jaye To Kya Hai.

Har Ek Roth Ghayal, Har Ek Muni Pyaasi,
Nigahon Mein Junk Bond, Dilon Mein tho Bonus,
Yeh Duniya Hai Ya Institution Ki Daasi,
Yeh Duniya Agar Mil Bhi Jaye To Kya Hai.

Yahaan Eik Khilona Hai 401 Ka Paisa,
Yeh Basti Hai Murda Ponzi Scheme Ki Basti,
Yahaan Par Tho Azaadi Sey Hai Jail Sasti,
Yeh Duniya Agar Mil Bhi Jaye To Kya Hai.

Goldman Sachs Bhatakti Hai Big Boy Ban Kar,

Jawaan Trader Sajtey Hein Bazaar Ban Kar,
Yahaan Pyaar Hota Hai Vyapaar Ban Kar,
Yeh Duniya Agar Mil Bhi Jaye To Kya Hai.

Yeh Duniya Jahaan IMF Kuch bhi Nahi Hai,
Wafa Kuch Nahi, Dosti Kuch Nahi Hai,
Yahaan FED Ki Asar Hi Kuch Nahi Hai,
Yeh Duniya Agar Mil Bhi Jaye To Kya Hai.

Jala Do Isey, Phoonk Dalo Yeh Duniya.
Mere Saamne Se Hata Lo Yeh Duniya,
Tumhari Hai Tum Hi Sambhalo Yeh Duniya,
Yeh Duniya Agar Mil Bhi Jaye To Kya Hai?

===========


No comments:

நரசிம்மா, வரு, பரம பிதா!

நரசிம்மா, வரு, பரம பிதா! சுத்த சிந்தை சிறப்பு நிதா! இசைதருமோ, உனது கடைசின் போதா? இருள் பொலிக்கும் எங்கள் விருட்ச நீயே! அறிவொளி ஈசனே, ஆதிபுரு...